Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name
Question Salam o aleikum. Main ne quran pak pe hath rakh ke kasam khaii thiii chars wagaira choor doon ga. Almost 6-7 months tak nai pee leikan abi kabhi kabar peeny ko dil karta hey to kya kia jayee??? Quran pak pe hath rakh ke kasam khaii thiii?? Kia kisi tarikyy se main phir se chars pee sakta hoon aur kasam ka kaffara? 
Answer Har wo cheez jo mukammal ya juzvi taur per nasha aawer ho,solid ho ya liquid ye kahna peena sab haram hain.(Ref : Ayatullah Sistani, Jadeed faqhi masael , Mafhoom e maslah # 166, Pg # , Eidition# 5). Update on dated 11-06-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey). 

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.