Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name quran o sunnah 
Question agar 4 rakat mein tash-had k baad ya pehle wazoo toot jaaye to wazoo k baad dobara 4 rakat shuroo se parhenge ya jaha se wazoo toota wahin se parhenge 
Answer Wazoo ka batil hona namaz ka batil hona hai aur dubara wazoo kar k puri namaz parhni ho gi. (Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzeehul masail 31st edition, maslah # 1113 shart # 2)(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.