Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name
Question a/w kya ourat or mard ek dusre ke saramgaah ko choos sakte hai??? aapke ans me aap ne kaha han lekin bahut aise aalim bolte hai ki saramgaah ko choosna aa chatna haram h iske ailawa kahi bhi chat aa choos skte hai??? 
Answer Shohar or bivi k liay jaiz hay k wo aik dosray k jism k tamaam hisso(parts) ko jism k kisi bhi hissay(part) say choo(touch) saktay hain. (ref: Ayat Ullah Seestani(d.b), Minhaa jus saliheen,maslah #11). 2) Shohar or biwi aik dosray ki sharamgaah ko monh(mouth) laga saktay hain,magar ye k sharamgaah say nikalnay wali ratoobat Halaq mian nah jaay.Ref:Ayat Ullah Seestani(d.b), Istiftaat I-2,I-15). Update on dated 27-11-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.