Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name
Question agar hum apni family me kisi ko zakat de dein,tou ussay batana zaroori hai k this is zakat....coz agar ussay bura lagay tou aisay acha nahi lagta.aur wo needy b hai,orphan hai wo n no source of income she has.she is unmarried living wd her mother? 
Answer Wo Shaks jis k paas apnay aur apnay ehl-o-ayaal k liay saal bhar k akhrajaat nah hoon wo faqeer hai aur faqeer ko zakaat di ja sakti hai aur Agar faqeer zakaat lenay me khiffat(Sharam) mehsoos karta ho to mustahab hai kay isay maal to zakaat ki niyyat say diya jaye magar uska zakaat hona is par zahir na kiya jaye. (Ref: Ayatullah Sistani Tauzeehul Masail, Masla #1889,1899)(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.