Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name
Question MAIN JIS DIN HANDPRACTICE KARTA HUN US PURAY DIN MUJAY WHITE LIQUID KATRE ATY HAIN(TRANPAREN) MANY KI TRA NAI HOTAY TU KIYA IC PAR MUJAY GHUSAL KARNA HUA GA.HANDPRACTICE KARNY K BAD MAIN GHUSAL KAR K PAK HU JATA HUN LAKIN US K BAD YE MASLA HOTA HA 
Answer Hand practice(kisi bhi tariqay se mani kharij) karna haram hai. Agar kisi shaks k badan se koi Ratubat kharij ho aur wo ye na janta ho k mani hai ya phishab ya koi aur Ratoobat agar wo ratubat shehwat k sath aur uchal kar nikle ho aur iskay nikalne k baad badan sust ho gaya ho to wo ratubat mani ka hokum rakhti hai laikin agar in 3 alamat me se sari ki sari ya kuch moujood na ho to wo ratubat mani ka hokum me nahi aaigi aur ghusal bhi wajib nahe hoga. (Ref: Jadeed Fiqhi Masail aqai sistani (d.b), Masla #462)(Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzeehul Masail 33rd Edition, Maslah #344,345)(Khuda aapki tawfiqaat mein izafa farmaye) 

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.