Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name
Question Agar Rozay ke dooran Halaq se continous khoon is tarah nikle ke thook nigalne ke saath khoon nigalna bhi mehsoos ho aur ye mumkin na ho ke jo khoon nikal raha hai usay roka jaaye ya baar baar thoka jaaye..... tu is soorat main roza baatil hoga ya nahi?? 
Answer Rozay ki halat me moo me jo khoon aaye usay jaan bojh ker pee lay to uska roza batil ho jaega. (Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzeehul Masail 31st Edition, Maslah #1553,1554)(Khuda aapki tawfiqaat mein izafa farmaye) 

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.