Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name
Question asalamualikum mera sawal hai ke agar rozay ki halat me neend me ehtelam hojaye to ghusul kitni der me karlena chahiye. ya kab tak kar sakkte hain.sawal iss liye hai ghar se door hai ghsul karne ki sahulat nahi 
Answer Ghusl-e-Janabat fauran karna zaroori nahi ye sirf wajib namaz parhnay k liay aur is jaisi dusri wajib ibadat ke liye wajib ho jata hai. Kuch cheezain hai jo mujnib(jiski mani kharij huwi hai) par haraam aur makrooh hai unsay ijtinaab karay. (Ref: Ayatullah Sistani Tauzeehul Masail, Masla#356,1605)(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye). 

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.