Question |
Asslaam Alaikum
اگر شق کی بنیاد پر رمضان کے پورے رکھے ھوئے روزوں میں سے کچھ دھرانا چاھیں تو دھرا سکتے ھیں ؟
Agar Shaq ke Buniyad par Ramdan Kay rakhay hoay rozon main say kuch dhurana chahin tau duhrana theek hay ?
Shaq say matlab agar Jhoot Bola Gaya,
Gheebat kar dee ho,
Zyada ya dair say khana khanay say laitnay k baad Dakarnay say moonh main pani a janay say ?
Aik shakhs rozana ramdan kay rozay rakhta hay, kya us k liyay rozay ke niyat karna zaroori hay. Aur twatar kay sath 30 rozay rakhta hay.
|