Answer |
Ager wo larki jis ke sath ap ne zina kiya hai Shadi se pehle toba na kare to ehtiyaat e wajib ki bina per nikah batil hai (nahi hosakta). pas dono apne is guhnaah ki waja se Allah Taala se toba karain.(Toba ka asal mafhoom ye hai k insan apne kiye hue gunah per psheman ho)(Ref : Jaded Faqhi Masayl Ayat ullaha Sistani d.b. Masla # 403 pg # 235) Update on dated 07-12-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey |