Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name
Question Sir I am 17 years old and our Mae apni moth karnay ki Adat pichlay month say Chori hai our Mae nae Sachi tooba ki hai kain main ye kam nahi kru ga and I am struggling hard to stop this burai and this morning meri moth nikal gye I tried to stop it but could not our moth margay ki meri intention nai thi Kia ye gunnah ho ga?plz help  
Answer Ager ye sote main nikli thi to guhnaah nahi or na hi is ko rokhna wajib hai, or ager kud nikaali hai to haraam o guhnaah e kabera hai. or ap per jald se jald shadi karna wajib hai. (Ref:Ayatullah sistani, Minhajus Saliheen,Part#1, Maslah#30,eidition 2009) , (Ref : Ayatullah Sistani(d.b),Tauzeehul masail , edition # 31 , maslah # 1572 , 2407 , Allah Taala hi tofiqaat main izafa farmaane wala hai) 

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.