Question |
AOA,
Q1: main UBL bank main contract base job(software engineer jo bank k software banaty hai) karta ho. mari salary private company dati hai. ya jaiz hai ya nahi?
Q2: Bank k employee jo bank k software banata ho us ka soodi mamilat main dakhal nahi hai. Emplyee ka kam sirf bank k software banana hai. Ujrat jaiz hai ya nahi?
Thanks |