Answer |
Wssalam o alykum, Ager talaaq ki tamaam sharait hone ki waja se talaaq sahi thi or ap dobara un ke sath zindagi guzaarna chahti hain to nikah ho sakta hai, lekin agr faqt court ki talaq hui thi to phir us wqt se abhi tak apka nikah baqi hai ap ko dubara nikah krne ki zarurt nahi hai.(Ref : Ayatullah Sistani(d.b),Tauzeehul masail , edition # 31 , maslah # 2486 , Allah Taala hi tofiqaat main izafa farmaane wala hai). |