Answer |
Wssalam o alykum, ager larki ke walid ya dada nikah se razi na ho to nikah batil hai. Lekin agr wo razi hojaen to phir is syed larki ka nikah gher syed se jaiz hai.(Ref : Ayat Ullah Seestani(d.b), Tauzee hul masail, maslah # 2335 , 2341,2342 , Allah Taala hi tofiqaat main izafa farmaane wala hai). |