Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name
Question Court se talak hua hai aur wahi 3 bar talak bolwayta hai to kya hamara talak hua hai ya nahi .kya hum fir se ek ho sakte aur kaiae plz bataiye mere email pe jawab dijiye .plz bahut try kari hu jawab jarur dena 
Answer Court k talaq ka shareeat men koi aytbaar or hesiat nahi hai, albatta agr court k sath sath islami talaq bhi apni tmam sharaait k sath hui hai to talaq sahi hogi, is surat men agr Ager iddat ki muddat guzar chuki hai to dubara nikah kar lain, or ager iddat ki muddat baqi hai to ap un ko apni bivi qabool kar ke bageer nikah ke ruju kr sakte hen.(Ref : Ayatullah Sistani(d.b),Tauzeehul masail , edition # 31 , maslah # 2486 , Allah Taala hi tofiqaat main izafa farmaane wala hai). 

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.