Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name
Question As salam un alaikum., Mera sawal hai k mai ek.shia syed ladki.s nikah krna chahta hu. Or kisi ko gawah ni bnaba chahta na kisi ki ijazat lena chahta hu.,qki mjhe darr h k mjhse zinakari na ho islie mai nikah krna chahta hu allah ko.gawah maan k ,to kya mai nikah kr skta hu.,kya ladki k baap ya dada ki ijazat zruri h ??  
Answer Wssalam o alykum, G han, baap ya dada ki ijazat zarori hai or ijazat k bger nikah jaiz nahi hai. (Ref : Ayat Ullah Seestani(d.b), Tauzee hul masail, maslah # 2341,2342 , Allah Taala hi tofiqaat main izafa farmaane wala hai). 

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.