Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name
Question meaning of term zaroriat e deen and please give me atleast 2 examples of zaroriyat e deen? 
Answer Ager tamaam musalmaan kisi baat per mutafiq hon is ter ke in ke dermiyaan is baat main koi iktilaaf nahi hai to us baat ko Zaroriyaat e Deen main shumaar kiya jata hai jese kalimaa e toheed la ilaha il-lallah, or Muhammad Allah ke Rasool hai is ki gawahi dena, Namaaz, Roza ect. (Ref : Ayatullah Sistani(d.b),Tauzeehul masail , edition # 31 , maslah # 01 , Allah Taala hi tofiqaat main izafa farmaane wala hai). 

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.