Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name  
Question agar koi shakhs quran peh hath rakh k kicic kam ko chorny ka halaf uthae laken majbori ki waja sy uc sy woh kam ho jae to ic ka kuffara kia hai?kia ic ki saza maf ni hogi?ya tauba ka koi rasta hai? 
Answer Aap ki qasam hi sahi nahi he q k Qasam ki chand shartein hein. 1)jo shakhs qasam khaey zurari he ke wo balig aur aaqil ho naiz apne irade aur ikhtear se qasam khaey. Lihaza bache, divane , be hawas aur us shakhs ka qasam khana jise mujboor kia gia ho drust nahei he aur agar koi shakhs jazbat me aa kar bila irada ya be ikthear qasam khaey to us ke lie bhi yehi hakum he. 2: jis kam k anjam dane ki qasam khaye zurari he k wo haram ya makrooh na ho. 3: Allaha ka name le aisa k kisi aur k lie istemal na hota ho 4: qasam k alfaz zaban per laye. 5: qasam per amal karma mumkin ho (ref : tauzeeh e ul masayl ayat ullaha sistani (d.b.) masla # 2634). Was-salam 

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.