Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name namaz main qirat ka islami tareeqa: 
Question namaz main qirat kar na ka islami bayan kya hai? yani buland ya ahista awaz se padna chahiay? please is question ka answer islami taleemat ki roshni main bayan kar dain. thanks a lot. 
Answer Mard per ehtiyaat ki bina per wajib he k subah , maghrib aur ishaa ki namazoon me al-hamd aur surah buland aawaz se parhay aur mard aur aurat danoo per ehtiyaat ki bina per wajib he k namaz e zohar aur asar me al-hamd aur surah aahista parhain. (Ref : Tauzeeh e ul masayl Ayat Ullaha Sistani (d.b.) Masla # 979). Was-salam 

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.