Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name  
Question kia kisi marhoomeen ki kaza namaz per sakte hai 
Answer Insan k marnay k baad un ki namazoon aur doosri abadatoon k lie jo wo zandigi me nah baja laya ho kisi doosray shakhs ko ajeer banaya ja sakhta he. Yani wo namazain usa ijrut de kar parwhai ja sakhte he Aur agar koi shakhs bagair ijrut lie un namazoon aur doosri ibadatoon ko baja laye tab bhi sahi he. (Ref : Tauzeeh e ul masayl Ayat Ullaha Sistani (d.b.) Masla # 1371 , 1514). Was-salam 

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.