Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name ayatullah khamenai 
Question assalmo alaikum,mera sawal yeh hai kay namaz e ayat parhna sirf unhi logon pay parhna wajib hojaty hai jahan suraj/chand girhan ho or us country main nazar bhy aaye,ya phir sub ko parhny hoty hai,if us country main na bhy ho,plz reply me soon,mainay kuch months pahlay bhy aik sawal bhaja tha laikin uska bhy reply nahin aaya abhy tuk,ALLAHHAFIZ.  
Answer Jin cheezon k lie namaz e aayat parhna wajib he wo jis alakay me ho aur mahsoos ki jay faqat usi alaqay k logo k lie wajib he k namaz e aayat parhein aur doosray maqamat k lagoo k lie is ka parhna wajib nahi he. (Ref : Tauzeeh e ul masayl Ayat Ullaha Sistani (d.b.) Masla # 1475) 

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.