Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name
Question Assalam 0 Alai kum sir mera ye 2nd msg hai me bht pareshan hu bht zada mri is problm ko shayd ap door kr saken plax mri help karn me ye janna chahti hu k agr shadi se phle kahin br zina ho chuka ho or us se shadi na ho paye kisi wajuhat ki waja se tou kia kisi or shaks se shadi ho tou us shaks ko kia pta jaega shadi ki rat plx me bht Pareshan hu mje ans den taky me is gunnah ki mafi maang saku ALLAH se plx  
Answer Agar koe shaks kise aise aurat se zina kare jo bay shohar ho mager iddat me na ho to ehteyat e wajib ki bina per tuba karne se phele is se shadi nahi kar sakta. Jo aurat zina kaar mashoor ho to ehteyat e wajib ki bina per is aurat k toba karne se phele is k saath shadi karna jaiz nahe hai. (Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzeehul masail 31st edition, maslah # 2364) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye). 

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.