Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name
Question 1. Kya Prize Bonds per Khums wajeb hay. 2. Kya US Dollar ki shakal me jo raqm mojud ho us per be Khums wajeb hey. 3. Kya Prize Bond per niklne waly inam ka 1/2 misakeen ko dena wajeb hey. 4. Kya Private Bank key PLS account per milney wala profit ka istamal jayyez hey. Thanks 
Answer 1) Agar khums ki tareekh per prize bond men se jitni raqam bach jaey to us ka khums dena wajib hoga. (Ref : Mujtahid se pochay gaey sawalaat, part # 3, Mafhoom e sawaal # 93,pg # 48 ). 2) jee haan. (Ref : Mujtahid se pochay gaey sawalaat, part # 3, Mafhoom e sawaal # 93,pg # 48 ) 3) Prize bond ki pori raqam aap k liay halal hay.(Ref: Mafhoom e E-mail rcvd from farsi@alsistani.org, dated:18-02-2011) 4) Private bank se jo munafa(profit) baghair sood ki shart k mile wo pora jaiz hay. (Ref:Ayat Ullah Seestani(d.b), Tauzee hul masael,Edition# 35,Mafhoom e Maslah #3,5.). Update on dated 03-04-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.