Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name
Question Assalam o alaikum...mujhy ap c ye puchna h agar koi darhi rakhny ki niyat karly or wo abi barhi na ho usi douran wo darhi mundwa k khat rakhna chahy tou kya jaiz h?? or kch wajuhat ye b h wo darhi k ehkamaat p pura nai utar sakty 
Answer Wssalam o alykum, Ehtiyaat e wajib ye hai k dhaari moondhna jaiz nahi hai. (Ref : Mujtahid se pochay gaey sawalaat, part # 1 , sawaal # 158 , Allah Taala hi tofiqaat main izafa farmaane wala hai). 

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.