Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name sunni 
Question mera sawal ye hai kye mare abu dead hogaye hain main aur sirf mare ami hain aur koi nahi humnain saving bank main 600000 rupeez rakwaye hain wo hamian har month 8400 rupeez datain hain yani 100000 par 1400 rupeez monthly kya ye rupeez halaal hain? 
Answer 1-Private ya government ya sami- government bank main sood lene ki shart per raqam jama kerwana jaiz nahi hay or ye sood hay. 2-Government bank se jo munafa(profit) baghair sood ki shart k mile wo is sorat main jaiz hay jab sood ki adhi raqam deendaar ghareeb or mustahaq afraad ko sadqa di jaay. 3- Private bank se jo munafa(profit) baghair sood ki shart k mile wo pora jaiz hay. (Ref:Ayat Ullah Seestani(d.b), Tauzee hul masael,Edition# 35,Mafhoom e Maslah #3,5.). Update on dated 03-04-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.