Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name
Question Assalamualaikum mujhe ye puchna h ki do log apas me nikah krna chate h pr ldke k walid razi nhi h aur wo apas me contact bhi rakhte h to aise me un dono ko kya krna chahiye aur iska sbse zyada gunehgaar kun h 
Answer jab tak larki k wali (bap ya dada) razi nahi hote tab tk larki ka nikah sahi nahi hosakta. Agr islam k is hukm ki mukhalifat hui to larka or larki dono gunahgar honge. (Ref:Ayat Ullah Seestani(d.b), Tauzee hul masael,Edition# 35,Mafhoom e Maslah # 2341-42),(Minhaajus Saliheen Part # 1, Mafhoom e Maslah # 30, Eidition 1430 hij). Update on dated 29-12-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey) 

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.