Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name
Question Aak aan najis 3 cheezu (bilawasta) sy ziadah najs ni krskhti....kia unn 3 cheezu ka najast lagny ky baad sookhna lazmi ha??? 
Answer een e najis 3 chezo se ziyada ko najis kar sakti hai, pas jab bhi koi paak cheez ratobat ke sath een e najis (masalan sharaab, kuta, suwer, kafir ect) se lage gi to wo najis ho jaae gi. Han Een e nijasat ager kisi paak cheez ko najis kar de to ye ab najis honi wali pak chiz 2 paak cheezo se ziyada ko najis nahi kar skti, maslan ager kapre peshab se najis hon or phir sookh jaain phir gila haath in ko lage to haath najis ho jaae ga (ye 1st hai) phir ye najis hath sookh jae phir gila kapra is hath ko lage to ye kapra najis ho jae ga (ye 2nd hai) ab ager ye sookh jaae or phir kisi ka gila hath is ko lage ga to lagne wala hath najis nahi hoga.(Ref : Ayatullah Sistani(d.b),Tauzeehul masail , edition # 31 , maslah # 80 , 119). Note Sookhna zarori hai.(Allah Taala hi tofiqaat main izafa farmaane wala hai). 

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.