Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name
Question Assalamo alaikum sahab mera sawaal hai k ek ladka ek shadi shuda aurat se zina kiya hai jabke wo aurat aur uska shohar 1saal se alag rehte the kyunki un dono ke beech banti nahi thi aur wo aurat ne uske shohar se talaaq maanga tha magar uske shohar ne usko talaq nahi diya aur wo 1saal se alag reh rahe the tab ek ladke ne us aurat ke saath sex kiya dono ki razamandi ke saath aur ab us aurat ko apne shohar se talaq mil gaya hai to wo ladka aur aurat shadi karna chahte hai... kya ye dono shadi kar sakte hai? 
Answer Ehtiyaat e wajib ki bina per wo aurat us larke per hamesha k liye haram hogai, or ab inka kabhi nikah nahi hosakta. (Ref:Ayat Ullah Seestani(d.b), Tauzee hul masael,Edition# 35,Mafhoom e Maslah # 2367).Update on dated 29-12-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey) 

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.