Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name
Question Kya hindu bhi aik khuda ko manty hyn? Aor agr koi muslman hinduo ki mehfil me kahy k jis khuda ki tm ibadat krty ho me b usi ki ibadat krta hn to kya vo muslman islam k daira se bhhr hojy ga?? Aor kya me bahsiayat e muslam usko kafir keh skta hn ya mera usko kafir kehna jaiz nahi??? 
Answer Ager wo Muslim Islaam ke sahi aqaid per imaan rakhta ho or un ka apne amal ke zarye izhaar karta ho jese namaaz pharta ho, roza rakhta ho, Allah o Rasool se mohabbat or In ke dushmano se nafrat karta ho to wo Musalmaan hai (ho sakta hai ke us ne jahalat ye kisi or etbaar se kaha ho) or ap ka us ko kafir kehna jaiz nahi hai. (Ref : Ayatullah Sistani(d.b),Tauzeehul masail , edition # 31 , maslah # 01) , (Ref : Ayat Ullah Seestani(d.b), Minhaajus saliheen Part # 1 , Maslah # 29 , eidition #1st). 

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.