Answer |
Rasool Allah se marvi kitaab ke mutabiq, ap (rozana khalis niyat se apni shadi ke liye) Sura e Yaseen ki tilawat karain. (Ref : Dunya Wa Akhirat ki 100 Pareshanion ka hal , pareshani # 18 , pg # 18 , Allah Taala hi tofiqaat main izafa farmaane wala hai). |