Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name
Question Kam mn rukawat Muftt sahab salam...mn saudia mn hon or takreban ded sal se hon or mn ider a0ne chachu k sath kam.krta hon or ab mn apna kam start krna chata hon or ye chachun nai chahat k mn is k sath kam chor k apna kam start kron. Agy b mere sath larka kam.krta hai wo isi tara apna kam start kiya to chachu jo k humara thekedar hai us ne kafeel ko pump kr k kaha k is ko bolo k ye mere sath kam.kray apna kam.na kray or humain kehta k mn ne usay nikal dia or hansta hai k ab wo barbad ho k kgud aye ga mn ne us o paon b band diye .wo bechara yateem hai ir wo wapas aa gta majboor ho o..ye mazdori b kam deta hai. or ab muje dar hai k mere sath b ye esa na karay..mn 28 sal ka hon or 26 sal mn ne kam nai kiya rukawat rahi ab saudia aya to ye masla ban raha hai...plzz meri madad ki jaye...ta k mn apna kam starr kr sakon or koi dushmani b na kray...na narazgi paida ho....plzzzz khuda k liye madad ki jaye...26 sal bad moka mila kam ka ab ye insan rukawat dal raha .plz jawab jaldi dena ... 
Answer Wssalam o alykum, Surah e Hijr (surah no. 15) ko likh kar apnay bazoo k sath bandh lai. (Ref : Dunya Wa Akhirat ki 100 Pareshanion ka hal , pareshani no # 30 , pg # 27). Or dushmani se bachne ke liye ap Rasool Allah (s.a.w) se marvi Hadees ke mutabiq apne Aklaaq ko Kirdaar ko apne chacho or dosre logo ke sath ache se acha bana lain. (Ref : Nawadir ul Ahadees , jild # 1 , Topic # behtreen shaks ki nishaandahi , pg # 62 , Allah Taala hi tofiqaat main izafa farmaane wala hai) 

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.