Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name
Question kia koi naik shakhs acha admi kai saalon taak naik raha aur kia shaitan usko hara sakta hai aur agar wo shaks gunahgar hojai aur naikiyon se dor hojai to matlab naiki karna ya achay kaam karna sirf aik din tak tha aisi naiki karne ka kia faida jo zaya hojai kai faida itni mehnat karne ka jo 10 saal ki mehnat aik second main zaya hojai,  
Answer G han shetan insane ko hara sakta hai, q k Quraan k mutabiq wo insan ka khulda dushman hai (Ref : Sura e Al-Baqrah (sura no 2) , ayat # 257). Or un 10 saal kiye gaae naik amaal ka faaeda hai bikul jesa ke uloom e Aqliya or aqaaid men sabit hai.(Allah Taala hi tofiqaat main izafa farmaane wala hai). 

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.