Answer |
Aap rozana imam k jald zuhoor k liay rozana dua salaamti e imam e zamana a.s ki tilawat karain or fajr ki namaz k baad dua e ahad or har jume ki subah dua e nudba or ramzan main har raat dua e iftitah perhain or apne mujtahid k mutabiq tamaam wajibaat ko anjaam dain or haram kamo se bachain . (Ref:Ayat Ullah Seestani(d.b), Mujtahid se pochay gay sawalaat,part#2, maslah #228) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye). |