Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name
Question molana sahab my question ? molana sab main ik resturent par kam krta hu.ur resturent par sharab distrbute krni parti ha.maslan beer alcohal etc.kiya ya kam ur salry muj par ya mery ghar walo par halal ha .agr haram ha tou muja kiya krna chaiya.mera pass pakistan main job krna ka option b ha.magr muja ya btya gya ha k ya haram nae  
Answer Musalman k liay jaiz nahi hay k wo kisi k liay bhi sharab paish kare agarchah is ko pene wala halal samajhta ho. (Ref : Ayatullah Sistani, Jadeed faqhi masael , Mafhoom e maslah # 240, Pg # 162, Eidition# 5). Update on dated 11-06-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey). 

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.