Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name
Question salam. mera sawal ye hai k mei ik larkay ko pasnd krti hun wo b mje pasnd krta hai mgr mje aisa lagta hai k jesay usay dil se chahat ni hai plz mje koi muhabt ka wajifa batain k uskay dil mei mere lye khalis or sachi muhabat paida hu jai, mre lye bht mushkil hu jata hai waqt guzarna jb wo mjse thk se bat ni karta. mje koi wajifa batain k uskay dil mei mere lye ahsas or sachi muhabat paida hu jai... shukria 
Answer Wazifa batanay k sath aap ko aik fiqhi maslay ki taraf mutawajah kia jata hai: Jina e mukhalif sai is had tak dosti karna k mohabbat ki had tak pounch jay, ye jaiz nahi hai q k ghunnah mai mubtila honay ka khof mojoud hay. (Ref : Nigah aur libas sawal # 106 pg # 69) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye) Surah e ahzaab ko hath say likh kar aik dabbay(box) mai band kar k apnay ghar may hifazat say rakh dain aur is surah ko har rooz aik bar parh kar dua mangain to hisb e manshah rishta distiab ho ga. (Ref : Naway e salaheen pg # 352)  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.