Answer |
haiz ki halat mai jima(intercourse) karna haram hai aur ghunahgar hai laikin jima k ilawa baqi lazzat maslan bos-o-kinar(kissing wagera) krna jaiz hai. (Ref:Ayatullah Sitsani(d.b),Tauzeehul masail 31th edition,maslah # 451,2426). Update on dated 27-11-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey). |