Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name
Question Meray husband nay ek bar mj kaha mj cal kro tmhen talaq daydun ga menay cal ki to nh di mj talaq phr ek bar mj 5000 rupay mngwaye documents bnawanay k liya talaq k bt nh bnwaye hr bar yeh kaha mzak kiya h ab b kbh khtay hain men tmhen chor dun ga bt phr mzak men tal daitay hain mj yeh puchna h talaq hui ya nh 
Answer Ye talaaq sahi nahi hai wo ab bhi usi ki bv hai q k talaaq ki chand sharait hain jis me se kuxh ye hai 1) Mard talaaq kay waqt talaaq ki niyat rakhta ho layhaaza agar wo maslan mazaaq ya nashay ya ghussay ki halat main talaq day tu talaaq sahi nahi hogi 2) talaaq do adil(jo zaahiran gunahgaar nah hoon,or wajib kaamo per amal kertay hon or haram kaamo say bachtay hon) gawaho ki maujoodgi main di jaay (Ref: Ayat ullah Seestani(d.b), Tauzee hul masail, maslah # 2462) Dewer ne Jabran zina kiya ho aur bhabhi razi na hoto to dewar ko mehr-e-misli (in jaisi aurto ko jitna meher aam tor par hota hai) bhabhi ko dena hoga or allah se tauba bhi kerni hogi. (Ref: sistani.org) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.