Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name
Question Salam, ghair syed ko khums dia ja sakta hai for example khoja shia  
Answer Zarori hay k khums 2 hisso main taqseem kia jay. Oska aik hissa sadaat ka haq hay or zarori hay k kisi faqeer syed ya yateem syed ya aise syed ko diya jay jo safar main nachar hogaya ho or dosra hissa Imam a.s ka hay jo zarori hay k maujoda zamane main jaamiosh sharait mujtahid ko diya jay. (Ref:Ayat Ullah Seestani(d.b), Tauzee hul masail, maslah #1804) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.