Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name
Question Namaz m Ali an Wali Ullah phrna wahjeb hy k nh 
Answer Agar namaz k tashahud main shahadate saalisa perhne wala jahil e qasir ho tu namaz ki qaza nahi laikin agar jahil e qurasir ho tu ehtiyaat e wajib ki bina per namaz ki qaza wajib hogi. (Ref: Mujtahid say pochay gaye sawalaat,part# 2,ques# 90 )(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye) Ehtiyate wajib ki bina par tashaud mai Ali un wali ullah parhna jaiz nahi hai. (ref:mujtahid sy puchay gaey sawalat,q#90,pg#45,1st edition) Note : Aisay pesh namaz k pechay namaz durust nahi hai.  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.