Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name
Question Assalamo Allaikum,mera sawal mannat poora krny k bary mn h,agr aik bimar bchy k bary mn mannat mani gai h k agr yh sehat yab ho gya to usy hifaz kraen gy pr kisi wja se poori nai ki ja ski to isk bary mn islam mn kia hukam h,Quran or Hadith se.  
Answer Ye nazar (Mannat) sahi nahi Q k nazar kerne men ye baat lazmi hai k jis cheez ki nazar ki jaye wo insan ko khud anjam deni hoti ha. (Ref:Ayat Ullah Seestani(d.b), Tauzee hul masael,Edition# 35,Mafhoom e Maslah #2604-2630).Update on dated 30-07-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey). 

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.