Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name
Question mujhy sakon ni ha main har waqt bechain rhti hun dil ni lgta kisi kam main or udas rhti hun parashan rhti hun raat ko bury khawab aty hain aksar koi hal bataye 
Answer Sura e Yaseen ko ibtida se pharna shuroo karain, jab 1st mubeen tak ponhche to 41 martaba darj zeel ayat phar kar dua maangain, phir doosre din phir shuru se Sura e Yaseen ko shuro se pharye yahan tak ke 2nd mubeen tak ponhach jaain to 41 us hi ayat ko phar ka dua maangain jis ko 1st din phara tha, or jab Sura e Yaseen main 7 martaba lafz e mobeen aaya hai to 7 rooz tak ye hi amal karain. 41 martaba pharne wali ayaat : Sura e Al-Hamd (Sura no 1) ayat no 4 pharye is ke baad ye dua pharni hai allah umma an taqziya hajati (or apni hajatoo ko Allah Qadir o Tawana se bayaan karte howe us ke lutf o karam ki umeed rakhain). (Ref : nawaa e Saleheen , pg # 49 , Allah Taala hi tofiqaat main izafa farmaane wala hai).  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.