Answer |
Agr pehla nikah sahi hai to dosra nikah phar to sakte hain lekin is ke pharne ka koi faaeda nahi hai. Or agr talaq k bad ka pooch rahe hen to agr talaq rijee hai tyo dubara nikah hosakta hai lekin aghr talaq baain hai to phir nikah nahi hosakta. (Ref : Ayat Ullah Seestani(d.b), Minhaajus Saliheen Part # 1, Mafhoom e Maslah # 2486 , Eidition 1430 hij). Update on dated 27-11-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey) |