Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name
Question imtehan mei kamyabi k lye wazifa jo result se ek din phly kiya jye  
Answer Quraan majeed men Allah Ta`ala fermata hai k Insan k liye wohi kuch hai jo uski koshishh ka natija hota hai (Suraah Najaam, Ayat#39) lehaza jo apne emtashan dene k liye koshish ki hogi ap k result men wohi hoga, to is aytbar se to emtahan se ek din pehle wazeefa parehne se koi faida nahi hoga, han albatta is bat ka faida hosakta hai k ap k result men kisi qism ka dhoka na ho, lekin result wohi ayega jo apne likha hoga,Albatta emtahan sene se pehle uski tayari k wqt wazeefa k asraat hosakte hen lehaza ap Saal ke shuru se kitaboo ko achi terhan samjain or yaad kren.(Allah Taala hi tofiqaat main izafa farmaane wala hai). 1) Emtehaan main aasan paper k liay center(imtehaani markaz) jaanay say pehlay is aayat ko 7 mertabah perh ker jaay or is ayat say pehlay or baad 3 mertabah salawaat perhay. ye sorah anfaal(sorah#8,parah #9) ki ayat #62hay: “Fa inna Hasbakal laah. Howal.lazi ayyadaka binasrihee wa bil moomineen. (Ref: Naeem ul aamaal pg# 352-55) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.