Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name
Question Salamun Alaykum Kya mummaiz bachcha azan aur iqamat kah sakta hai aur kya uski azan namaze JAMAAT me dusre logon ke liye kafi hogi? Shukriya  
Answer Wssalam o alykum, Azaan kafi hai, lekin ehtiyat ki bina iqamat dene wale ko balig hona chahiye.(Ref : Ayat Ullah Seestani(d.b), Minhaajus saliheen Part # 1 , topic # Azan o Aqamat ki sharait main 2 or 3 shart , eidition # 1st , Allah Taala hi tofiqaat main izafa farmaane wala hai). 

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.