Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name
Question aslaam o alaikum muhtaram janaab mera ap say sawaal hai k kia khud kushi kernay walay k liye dua ya quran khawani kerwana jaiz hai? kia us ka us per masbat aser perh sakta hai ya ni kia khud kushi kernay walay ki saza sedha jahanaum hi hay? ap say dosra (2nd question) hai k please koi esa wazifa bataa den jis say wo hamesha mera sucha dost bana rahay usurbezaar ur naraaz dost k dil may meri jaga ban jaay ur kabhi khafa na ho please is ka zeror amal bata den shukria ap k liye talbe dua  
Answer Wssalam o alykum, us shakhs k liay aamaal e khair karne chahiye jese dua o Quraan Khawani waghera, is men koi harj nahi hai.(Ref : Mafaati hul jinaan , topic # amwaat ke liye kheraat ,Mafhoom e pg # 203).Allah Ghafoor o Raheem in ko jehannam se nijaat de ga ya nahi ye Allah Qadir o Tawana ka muaamla hai. (Ref : Mujtahid se pochay gaey sawalaat, part # 1 , Mafhoom e sawaal # 202). 3)agar koe shaks har rooz naad e ali perh ker apne oper dam kare tu har shaks os ko doost rakhay ga.(Ref: wazaaif e naad e ali a.s, pg#14). Update on dated 30-03-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.