Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name
Question aslam-u=alaikum... meri aapi ki shadi papa k czn k sath hui h woh hmari n papa logon ki zraa c v respect ni krte galiyan nikalte hen na e humari koi baat mante hen na e papa logon ki hum bot pareshan hen... pleeez eska koi hal btaa den.... thn'x :) 
Answer Wssalam o alykum, Sura e Maaeda (Sura no 5) ki ayat no 90 se 92 ko baad e namaaz e Jumma kisi bartan ya kagaz per shehad o zaafraan se likain, phir is (bartan ya kagaz) ko Aab e Baaraan (barish ka pani) se dho kar yehi ayaat 70 dafa tilawat kar ke is pani per dam karain, phir hafte ke rooz is pani se gehoon ka aata goondain or 3 jumme tak us aate se banaai gaae rotiyoon se us shaks ko nashita karaain. (Ref : tajalliyaat e Quraan , pg # 47 , Allah Taala hi tofiqaat main izafa farmaane wala hai). 

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.