Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name
Question Salam sir mera ehtalam bht hota hai per mujhay jismani qamzori itni mehsos nh hoti ku k me doodh or fruit bht khata hun. Lekin pata nh phir bhi ye ku nh rukta her 2 din bad ehtalam ho jata hai akheer tung a k me ne hakem se ailaaj k tor pe dawai bhi khai jo us ne de kuch arsay farq raha lekin phir ye sil sala shuru ho gya. Na meri khuwaish kabhi galat hoti hai phir bhi pata nh ku aisa hota hai. Ye cheez mujhay bayshak kamzori to mehsus nh karati per demagi mareez zarur bana de ge soch soch k please sir mujhay is ka mukamal tafseel or hal chahiye agar ap sub bta de to ap ke bht meherbani ho ge. Allah ap k is Qare khair me barkat ata farmai. 
Answer Wssalam o alykum, jab ap raat ko soney lage to ye dua pharye ﺍﻟﻟﻬﻢ ﺍﻨﻰ ﺍﻋﻭﺬﺑﻚ ﻣﻦ ﺍﻻﺣﺘﻼﻢ ﻮ ﻣﻦ ﺴﻮﺀ ﺍﻻﺣﻼﻢ ﻮ ﻣﻦ ﺍﻦ ﻴﺘﻼﻋﺐ ﺒﻰ ﺍﻠﺷﻴﻂﺎﻦ ﻔﻰ ﺍﻠﻴﻘﻇﮫ ﻮ ﺍﻠﻤﻨﺎﻢ (Ref : Mafateehul jinaan k hasheeya mai, mutarajjim allamah akhter abbas sahib, pg # 123 to 124 , Allah Taala hi tofiqaat main izafa farmaane wala hai). 

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.