Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name
Question Sir 2014 Feb ki baat Hai me or MRE ghar wale Sb UK dhongi aamilpe baht bharosa krty thy ek din him Usk ghar gae kisi masle ko Le kr wahn me dusri larkiyo ko chila krty dekh baht impress hue or Mne Kaha k Mje b chila krna Hai me Apne ghar agae or us dhongi se phone pe rabta hta tha wo Mje chila krne ka tareka btata or baht ajeeb niyat krwata Mne sirf 6 days wo chila kiya baht shok se.. Phr Mje us or MRE ghar wall ko uska jali hone ka Pata chalgya Jo k baht Bari kahani Hai .. Lakin me janena chahti hu k Ap Mje bataen kia chila adhura chorne se asrat hojaty hain ya rehjaty hain qk Mje khushboo Achi Hai kabi kabi Lakin Mje nuksan nae hua kabi.. MRE ghar me choriya hoi hain is Dorian or is k baaf ajeeb kism ki ... To just please help me iska koi tor ho Jo me kr saku koi asan tareeka bataen please sir...  
Answer Ager ik momin Shariat e Muqaddasa per khalis niyat se amal kare to Allah Taala us ko apne saae Rehmat main le leta hai, to apke liye Shariat e Muqaddasa per amal karna kafi hai, or jahan tak in aamilo o in ke amal ke asar ki baat hai to in ki koi haqiqat nahi. (Ref : Mujtahid se pochay gaey sawalaat,{part # 3 , sawaal # 168 , 145} , {Part # 4 , Sawaal # 219 , 220} , Allah Taala hi tofiqaat main izafa farmaane wala hai). 

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.