Answer |
Chahiye ke Walid ko – in ke martabe o ehtraam ka khiyaal rakhte howe – namaaz ki nasihat (Amar bi Al-Maroof) karain, or sakt gutagoo main nasihat karna jaiz nahi. (Ref : Ayat Ullah Seestani(d.b), Minhaajus saliheen Part # 1 , Maslah # 1274 , eidition # 1st , Allah Taala hi tofiqaat main izafa farmaane wala hai). |