Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name
Question Asalamoalaikum, me ye poochna chahti hoon k agar koi bura khayal zahin me aaye aur 2 second me Wo khayal chala jaye aur itna current b nhi jaaga aur libaas b aallooda nhi Hua aur 10,15 min baad bathroom Gaee to peshab Kr k khatam kiya phr kuch thick sa nikla to kiya ghusul wajib hogya? Jab k bina kisee khyal k bina kisee lazat k b mujhe aksar aisa hota hai.. Kia ye koi beemari hai? Plzz jald jawab deejiye ga. 
Answer Wssalam o alykum, gusal wajib nahi hai. (Ref : Ayat Ullah Seestani(d.b), Minhaajus saliheen Part # 1 , Maslah # before 169 , eidition # 1st). Note Nekalne wali ratobat ko maloom karne ke liye doctor se maloom karain ke ho sakta hai ke wo likoriya ki ratobat ho, jo ke paak hai lekin ye bemari hai.(Allah Taala hi tofiqaat main izafa farmaane wala hai). 

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.