Answer |
Dog najis hai, yahan tak ke is ke baal, haddiyaan, panje, nakun or ratobatain bhi najis hai,albatta in ko paalna jaiz hai. (Ref : Ayatullah Sistani(d.b),Tauzeehul masail , edition # 33 , maslah # 102) . (Ref : Mujtahid se pochay gaey sawalaat, part # 3 , sawaal # 169 , pg # 76 , ALLAH TAALA hi tofiqaat main izafa farmaane wala hai). |